Duniya me har Din lakho log Internet ka Isatemal kar Gar baihte hi Apani Jarurat me aane wale Saman Kharid late hain. Phir chahe Kharidari Festival ke Liye ho ya Shaadi ke liye ho ya Phir Niji Esatemal ke lye ho,, Pahale Kuchh Saalo me logo ke Shopping karne ka Tarika Bilkul hi Badal gaya Hain.
Ab Pahale ki Tarah log Market me Jakar Saman nahi Kharidate Balki Online Shopping Website se Saman Dekhate hain. Aur pasand aane par Online Kharidari kar Lete hain, Esaliye jo Log Bissness karate hai Jaise Kapado ki Dukan, Kirane Dukan ya Khilaono Ki Dukan Chalate hain. Unako apne Business Online Shopping Website ki Wajah se Band sa Ho gaya hai.
Un Logo ke Liye Business karna Bahut hi Mushkil ho gaya hain. EsaLiye Ham aaj Apake liye ak aisa Ideas lekar aaye hain. Jo Apaki es Problem ko puri tarah se Dur kar Degi. Us Ideas ka naam hai Digital Marketing. Ye Digital Marketing kya hai. Aur Digital Marketing ki Jarurat kyo hai aur esaka Esatemal kanha aur kaise Hai,, En saare Sawalo ka Jawab aaj ke es Post me milane wala hai
Digital Marketing Kya hai
Digital Marketing Internet Computer aur Electronic Device ke Jariye ki jane wali Marketing hain. Jisake jariye koi Bhi Compnay Apane Product ki Marketing karake Bahut kam samay me apane Target Custumer tak Pahucha sakati hai, Jise Online Marketing bhi kahate hain.
Jab koi Company Apane Business ya phir Kisi New Product ko Lunch Karati hai To use Bahut saare Log tak Pahuchane Ke liye Merketing Karati hain. Marketing ka Matlab hai Sahi jagah aur sahi Samay par Apane Customer ko Connect karana. Aaj ke samay me Aapko apne Customer se us Jagah par Connect hona hoga jaha Wo apana Pura samay Gujarata hain.
Aur Wo Jagah hai Internet. Bharat me Lagbhag sabhi tarah ke Log Internet ka Esateaml karate hain. Aur har Din esaki Internet Users ki Sankhya Badhati hi ja rahi hain, Chahe wo Badi Compnay ho ya Chhoti Compnay ho Ham Har Koi Marketing Krane ke liye Internet ka Esatemal karate hai.
Jis tarah se Koi Company Apane Product ka Advertisement bade bade Poster Banner aur Ke jariye Promot karate hai. Thik usi trah se Online Internet Marketing ya Digital Marketing se bhi kiya ja sakate hain. Offline Marketing ho ya Online Marketing ho Dono ka kam Jyada se Jyada Logo tak Pahuchana Hota hain.

Offline Marketing me Product ke Vigyapan ke liye Jyada Paise kharch Karane padate hain. Lekin Digital Marketing se Aap Bahut hi Kam Lagat me Duniya Bhar ke Logo tak Pahucha skate hai.
Digital Marketing Kyo Jaruri Hai
To Digital Marketing kyo Jaruri Hai. Digital Marketing Technology se Users tak Pahuchane ka ak Asan Madhyam hain. Jab Smartphone nahi hua karta tha Tab log TV Newspaper Magazine Aur Videos ka Esatemal Jayda karate the. Tab en Sabhi Jagah par Anginat Compnay Apane Product ka Adervertisement karate the.
Lekin es Smartphone ke Samay me Adhiktar Log Khaskar karake Young log Apana Pura Time Facebook, Whatsaap, Tweeter, par rahate hai, TV ki jagah Youtube se Videos dekh sakate hai.
Redio ke Jagah Different Prakar ke Apps par Gaane Sunate hain. Aur Akbar ki Jagah Online Blogs Padhate hain. Yahi karan hai ki ab Company Apane Product ka Advertisiment Digital tariko se kar rahi hain. Aur Uni Jagahe par Advertisement karati hai .Jaha Jayda Intenet Users Paye jate hain.
Digital Marketing ke Jariye Company ko Adhik Grahak tak Apane Product ko Pahuchane me Help milata hai, Pahale Logo ko Market jakar Saman ko Pasand Karane aur Kharidane me Jo Samay lag jata tha. Ab Esase bhi Kam Samay me log Ghar Baithe hi Internet se Apane Pasand ki Saman ko Shopping kar late hain.
Digital Marketing se Kewal Grahako ke sath sath Merchants ko baypar karane me Bahut hi fayada mil raha hain. Kyoki esase ye Bahut hi kam Samay me Jayada Grahako tak Connect ho rahe hai, Jisase unake Menufacturing me Bikari jaladi se ho rahi hain.
Digital Marketing kaise aur kaha Krain
Dosto Ab Ham Janenge Digital Marketing kaha aur Kaise Esatemal ki jati Hai,

Blogging– To sabase Pahael Blogging hi Online Digital Marketing Karane ka Sabse achha aur Behatar Tarika hain. Esame aapko apne Company Ke Name se Blog Banana hota hai, Jisame aap Apane Compnay ke jariye diye ja rahe Service ke Bare me logo tak pahucha Sakate hai.
Aur Jab bhi apake New Product Lunch hoga to usaka Details bhi aap Apane Blog ke Jariye Share Kar sakte hain. Esase aap Bahut sare Grahako ko Apani Compani se Jod sakate hain.
Content Marketing- Content Marketing Me apne Company ke Dowra banaye gaye Sabhi Product ki sari Details ak Content ke Rup me likh sakate hain. Apako likhane ke liye Sentense ko Sahi aur akharshit banana hoga Jisame Product KI Details aur Offers Bhi Batane Honge. Esame Pahale wali Users ko apaki bate Achhi Lagegi aur Apake Business ko Lokpriyata bhi Badhegi aur esase Product ki Selling bhi jayda hogi.
Search Engine Optimization- Agar aap Search Engine Optimization ke jariye apane Blog par bahut sare Traffic ya Customer pana Chate hai, To apako SEO ko Yani Search Engine Optimization ko ka Knowledge hona bahut hi Jaruri hai. Users ko kuchh Information chahiye hota hai. To Google ka Esatemal karate hain. Aur Google SEO ka istemal kar Jankari ko Users ke samane Parstut karata hai.
Agar apaki Website Google ki Search Result par aati hai to Jyda logo ko Apake Blog aur Apake Business ke bare me janakri Milegi. Isliye Apako apani Website Google ke diye SEO ki Guidelines ke Mutabik Banani Padegi Taki Achhi Khasi Organic Traffic Apaki Website ya Blog par mil Sake.
Social Media Marketing- Social Media Marketing Apake Business ke liye Bahut hi Fayedemand Sabit hota hai. Social Media Marketing Me aap Facebook, Twitter, Linkedin, Snapchat, aur Pintres par aap apne Business ka Ad De sakate hai.
Google Adword- Aap Jab bhi Koi Blog Website padhate hai To Apane Bahut Sare Ads Dekhate honge. Adhiktar Ads Google Ke dowra Dikhaya jata hai, Google ad Box ke Help se Koi Bhi Apane Product ki Marketing kar sakate hai.

Yah ak Paid Service hai Jisake liye Apako Google ko Paise dene Padate hai. Jiske Liye Google ko Paise Dene Padte hain. Google En ADS ko achi tarah se Website aur Blogs par dikhata hai.Jisase ki Aap apani Target Audionce tak apane Business aur Product ki pahuchata hain.